Mustafa Jaane Rehmat Pe
Laakho Salaam
Sham-Aey Bazme Hidaayat Pe Laakho Salaam
Jis Ke Aage Sare Sarwaraa Kham Rahe
Us Sare Taaje Rif’at Pe Laakho Salaam
Patli, Patli Gule Quds Ki Pattiyaa
Un Labo Ki Nazaakat Pe Laakho Salaam
Jis Ki Mimbar Bani, Gardane Auliya
Us Qadam Ki Karaamat Pe Laakho Salaam
Woh Dahan Jis Ki Har Baat, Wahi-Aey Khuda
Chash’maaey Ilmo Hikmat Pe Laakho Salaam
Jis Ki Taski Se Rote Huey Hans Pare
Us Tabassum Ki Aadat Pe Laakho Salaam
Noor Ke Chasme Lehraaei, Darya Bahei
Ungliyo Ki Karaamat Pe Laakho Salaam
Kul Jahaa Milk Aur Jaw Ki Roti Ghiza
Us Shikam Ki Qana’at Pe Laakho Salaam
Khaai Qur’aney Khaake Guzar Ki Qasam
Us Kafe Paa Ki Hurmat Pe Laakho Salaam
Allah, Allah, Woh Bachpane Ki Phaban
Us Khuda Bhaati Soorat Pe Laakho Salaam
Woh Daso Jin Ko Jannat Ka Muzda Mila
Us Mubaarak Jama’at Pe Laakho Salaam
Jin Ke Dushman Pe Laa’nat Hai Allah Ki
Un Sab Aih’l-E Mohabbat Pe Laakho Salaam
Mere Ustaad, Maa-Baap, Aur Bhaai Bahen
Aih’l-E Waldo Asirat Pe Laakho Salaam
Khalq Ke Daad Ras, Sab Ke Fariyaad Ras
Kahfe Roze Musibat Pe Laakho Salaam
Sham-Aey Bazme ‘Dana Hu’ May Gham Kum Ana
Sharhe Matne Huyyat Pe Laakho Salaam
Jis Se Khaarey KooWey Shiraaey Jaa Bane
Us Zulaaley Halaawat Pe Laakho Salaam
Jis Suhaani Gharee Chamka Taibah Ka Chaand
Oos Dil Afroz Saa’at Pe Laakho Salaam
Kaash Mehshar Mey Jab Unki Aamad Ho Aur
Beyjhey Sab unki Shauqat Pe Laakho Salaam
Mujh Sey Khidmat Key Qudsi Kahey Haan RAZA!
Mustafa Jaaney Rehmat Pe Lakhon Salaam
Sham-Aey Bazme Hidaayat Pe Laakho Salaam
Jis Ke Aage Sare Sarwaraa Kham Rahe
Us Sare Taaje Rif’at Pe Laakho Salaam
Patli, Patli Gule Quds Ki Pattiyaa
Un Labo Ki Nazaakat Pe Laakho Salaam
Jis Ki Mimbar Bani, Gardane Auliya
Us Qadam Ki Karaamat Pe Laakho Salaam
Woh Dahan Jis Ki Har Baat, Wahi-Aey Khuda
Chash’maaey Ilmo Hikmat Pe Laakho Salaam
Jis Ki Taski Se Rote Huey Hans Pare
Us Tabassum Ki Aadat Pe Laakho Salaam
Noor Ke Chasme Lehraaei, Darya Bahei
Ungliyo Ki Karaamat Pe Laakho Salaam
Kul Jahaa Milk Aur Jaw Ki Roti Ghiza
Us Shikam Ki Qana’at Pe Laakho Salaam
Khaai Qur’aney Khaake Guzar Ki Qasam
Us Kafe Paa Ki Hurmat Pe Laakho Salaam
Allah, Allah, Woh Bachpane Ki Phaban
Us Khuda Bhaati Soorat Pe Laakho Salaam
Woh Daso Jin Ko Jannat Ka Muzda Mila
Us Mubaarak Jama’at Pe Laakho Salaam
Jin Ke Dushman Pe Laa’nat Hai Allah Ki
Un Sab Aih’l-E Mohabbat Pe Laakho Salaam
Mere Ustaad, Maa-Baap, Aur Bhaai Bahen
Aih’l-E Waldo Asirat Pe Laakho Salaam
Khalq Ke Daad Ras, Sab Ke Fariyaad Ras
Kahfe Roze Musibat Pe Laakho Salaam
Sham-Aey Bazme ‘Dana Hu’ May Gham Kum Ana
Sharhe Matne Huyyat Pe Laakho Salaam
Jis Se Khaarey KooWey Shiraaey Jaa Bane
Us Zulaaley Halaawat Pe Laakho Salaam
Jis Suhaani Gharee Chamka Taibah Ka Chaand
Oos Dil Afroz Saa’at Pe Laakho Salaam
Kaash Mehshar Mey Jab Unki Aamad Ho Aur
Beyjhey Sab unki Shauqat Pe Laakho Salaam
Mujh Sey Khidmat Key Qudsi Kahey Haan RAZA!
Mustafa Jaaney Rehmat Pe Lakhon Salaam
Subhanallah
ReplyDeleteMasha Allah
ReplyDeleteMay Allah(s.w.t) reward you.
ReplyDeleteDaal di qalb me azmat e mustafa ..
ReplyDeleteSyedi ala hazrat py lakhon salam ..
♥️♥️♥️♥️♥️
DeleteVo hamare nabi jinke ham ummati
ReplyDeleteummati ke ni kismat pe lakho salam
Wah... Allahu akbar...
DeleteAllahu akbar kabira
Delete♥️♥️♥️♥️♥️
ReplyDeleteHm yaha pukare waha WO Suns..unki adna karamat pe lakho salam
ReplyDelete.
Shubhanallha
DeleteDaal di kalab me ajmate mustfa saiyadi aala hazarat pe laakho salaam
DeleteJanashine Raza shah Akhtar Raza.
ReplyDeleteUnki Noorani Surat pe lakho salam.
Aalahazrat se jalne Wala hmesha jlega
ReplyDeleteMasha Allah
ReplyDeletemasha allha...
ReplyDeleteMustafa jaane rehmat peh lakho salaam
ReplyDeleteSham-e-bazm-e hidaayat peh lakho salaam
Hum ghareebon ke aaqa pe behad Durood
Hum faqeeron ke sarwat peh lakho salaam,
Jis ki tasqee se rote huwe has pare
Us Tabassum ki aadat peh lakho salaam
Door o nazdeek ke sunne wale wo kaan
Kaan e laal e karaamat peh lakho salaam
Jis ko baare wo aalam ki parwa nahin
Aise baazon ki kuwat peh lakho salaam
Ghaus-e-azam immaamat tuqa wan nuqa
Jalwa e shaan e qudrat peh lakho salaam
Hind ke baadshah deen kai wo moin
Khaawja e dinno millat peh lakho salaam
ek mera hi rehmat mai daawah nahin
Shah ki sari ummat peh lakho salaam
Kaash mehshar mai jab un ki aamad ho aur
Behje sab un ki shauqat peh lakho salaam
Mujhse kidmat ke kudsi kahe ha raza
Mustafa jaan e rehmat peh lakho salaam
Daal di qalba mai azmate Mustafa
Sayyadi Ala Hazrat peh lakho salaam
MASHALLAH
DeleteJinke Haato me hai Dor e sab jannati
ReplyDeleteWo hamare NaBi ham unke ummati
Hai jahan me. Kon ham jaisa khooskismati
Ummati Teri Kismat Pe lakho Salam
Mustafa Jane rahmat pe lakho salam
Who can I get this line for my ringtone ..plss tell me
Deletedaal di qalb me azmat e MUSTAFA
ReplyDeleteSayyidi AlaHazrat pe laakhon Salaam.
Subhan-Allah
ReplyDeleteThanks For Lyrics.
Stay Blessed.
Aasiyon thaam lo daamn e mustfa or padho rab ki rahmat pe laakho salaam
ReplyDeleteDaal Di Kalb Me Ajmat-E-Mustafa
ReplyDeleteSayyedi Aala Hazrat Pe Lakho Salam
Gous o Khwaja Raza Hamid o Mustafa
ReplyDeleteAur Tajeshariyat Pe Lakho Salam
Subahanallah
DeleteKitne Bikhre Hoye Hai Nadine Ke Phool,
ReplyDeleteQarbala teri Qismat pe Lakho Salaam
Kitne maikha Hoye Hai Nadine Ke Phool,
DeleteQarbala teri Qismat pe Lakho Salaam
Bouth koob masha allah
ReplyDeleteHum yahan say parin woh madinay sunin...
ReplyDeleteMustafa ki sama'att pe lakhon salam
Hind ke bhadsha mere kwaja piya
ReplyDeleteAur barelwi ke shaha Ahmad raza
Sunniyoke mohtaj mere tajusharya
Daldi qhalb me azmath a Mustafa
Syed a aala hazrath pe rakhon o salaam
Masha Allah
ReplyDeleteMasha Allah Bahut Hi Umda. Bhaijaan aapse guzarish hai ki isi Naate Paak ko jo log Hindi me padhna chahte hain unke liye apne website par yeh link laga dijiye Mustafa Jane Rahmat Lyrics in Hindi Shukriya.
ReplyDeleteMere khwaja piya hind ke baadesha
ReplyDeleteHy Raza Aala hazrath pe lakho salaam
Mash'allah 😍
ReplyDeleteYe slam parks mujhe dil se sukoon mile
ReplyDeleteDaal Di Kalb Me Ajmat-E-Mustafa
ReplyDeleteSayyedi Aala Hazrat Pe Lakho Salam
mustafa jane rahmat pe lakho salam....
ReplyDeleteMashallah apne Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Lyrics ke baare me accha jankari di
ReplyDeleteJis Suhaani Gharee Chamka Taibah Ka Chaand
ReplyDeleteOos Dil Afroz Saa’at Pe Laakho Salaam
Kaash Mehshar Mey Jab Unki Aamad Ho Aur
Beyjhey Sab unki Shauqat Pe Laakho Salaam
This comment has been removed by the author.
ReplyDelete