Yaad-E-Mustafa aisi bas gayi he seene mein
Jism ho kahin apna dil to hai Madine mein
Kon he ye deewana kis ka he ye deewana
Hashar mein bhi kehta he jaana he Madine mein
Kon si jaga un ke aashiqon say khaali he
Har jaga he parwane shamma he Madine mein
Mere kamli wale ka ghar to he Madine mein
Haa magar wo rehte hein aashiqon ke seene mein
Baad mere marne kay har zubaan pay charcha tha
Aadmi to acha tha margaya Madine mein
Kaash un ke kuuche se layenge saba peghaam
Chal tujhe bulaate mein Mustafa Madine mein

MASHA ALLAH I LISTEN THIS NAAT E PAAK RASOOL ALLAH "SAWS" AFTER 36 YEARS THEN MY AGE WAS 14 YEARS IN NABI KHANA NAAT KHA ZULF WALE MULVISAHAB WAAZ KHA MUFTI MOHAMMED ABDUL JALEEL SAHAB HYDERABADI BIDAR KARNATA INDIA
ReplyDeleteMASHA ALLAH I LISTEN THIS NAAT E PAAK RASOOL ALLAH "SAWS" AFTER 36 YEARS THEN MY AGE WAS 14 YEARS IN NABI KHANA NAAT KHA ZULF WALE MULVISAHAB WAAZ KHA MUFTI MOHAMMED ABDUL JALEEL SAHAB HYDERABADI BIDAR KARNATA INDIA
ReplyDeleteI use to listen this when I was a child, my mom use to sing this naathsharif while tears rolling down from her eyes I could not understand why she was crying. But when I listened this now I could not stop crying. That's the love of our huzoor pak pbuh. Feel really proud to be a Muslim. May Allah depart our soul with kalima shahadath. Ameen.
ReplyDeleteMashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah
ReplyDeleteMasha Allah
ReplyDelete