YA JEELANI SHAINILLAH, YE JEELANI SHAINILLAH NAAT / QAWALI LYRICS

Ya Jeelani Shainillah
Ya Jeelani Shainillah
Ya Jeelani shainillah
Al Madad bi Iznillah

1. Main hu bura per tera hu
    Hu ruswa par tera hu
    Hu kya kya per tera hu
    Tera hu de mujh ko panah

    Ya Jeelani Shainillah….

2.  Kuch bhi nahi muje mai taqwa
     subse bure Subse bure
     tu accha tu accha
     Abdul khadar shaheensha
  
Ya jeelani Shainillah….

3. Hu ne madad pe qustaqi
    dusman hai per ao peer
    kijiya madad ya dastgir
    gause ul azam shaheena

Ya jeelani Shainillah…

4. App ka hoker hale taba
    ao maddad ko shaheen shah
    chilla tha hu shama subha
    ya jeelani Shainilla

Ya jeelani Shainillah…

5. Kab tak ho ye aaho buka
    Mere maraz ki kardo dawa
    Ek nazar mere Maula
    Haal bure hai sakht tabaah
 
Ya Jeelani Shainillah…

6. mane hai ya subse haqee
    hasrte ajeez pur taqsee
    tera darke per per faqeer
    ya jeelani shainillah

Ya jeelani Shainillaj…

7. Janabe Gaus sa ab koi Aaqa ho nahi sakta
    Ke woh Aaqa hai jiska misl paida ho nahi sakta
    Janabe Gaus ne zimma liya hai parda poshi ka
    Mureed unka kisi soorat me ruswa ho nahi sakta

Ya jeelani Shainillaj…

8. Ae shaheen-sha hai welait mazhare rabbe qadeer
    ya qutub ya ghuse-ul-azan ya wali roshan zameer
    hath per tera beekha hu laj tera hath hein
    bande ander mundetam justo nazaram dastgir
    damne umeed ko bhardo gule maqsood se
    jaoga ne khali darse app kay peera ne peer
    parder darga wale sainaam hein appka
    khafila nausha diya tum shadiya peera ne peer

Ya jeelani shainillah...

9. Zamee maili nahi hoti zaman maila nahi hota
    Wilayat jiske man me ho woh man maila nahi hota
    Ke aagoshe lahad me bhi badan maila nahi hota
    Shahe Jeelan ke aashiq ka kafan maila nahi hota

Ya Jeelani Shainillah
Ya Jeelani Shainillah ......




IMDAD KUN IMDAD KUN OWAIS RAZA QADRI NAAT LYRICS

Imdad kun, Imdad kun.
Az bande gham azad kun,       
Dar deeno dunya shaad kun    (x2)
Ya Ghaus-e-Azam dastagheer  
Imdad kun, Imdad kun.

Tere haath mein haath maine diya hai (x2)
Teray haath hai laaj Ya Ghaus-e-Azam

Nikala hai pehlay to doobay huoon ko (x2)
Aur ab Dobtoon ko bacha Ghaus-e-Azam

Kasam hai ke mushkil ko mushkil na paya (x2)
Kaha hum nay jis waqt Ya Ghaus-e-Azam

Bhawar mein phansa hai safina hamara (x2)
Bacha Ghaus-e-Azam, Bacha Ghaus-e-Azam

karam se kiya rahnuma rahzanou ko
idhar bhi nighe karam  ghouse-e-azam

Ye dil ye jigar hai ye ankh ye saar hai
jaha chahu rakho qadaam ghouse-e-aza

Kahein kis say jakar Hassan apne dil ki (x2)
Sunne koun teray siwa Ghaus-e-Azam

Mureedon ko khatra nahin bahr e ghum say (x2)
Kay beray ke hain na khuda Ghaus-e-Azam

 Piro ke aap pir hai ya Ghaus al madad (x4)
Ahle saffa ke meer hai ya Ghaus al madad

Ranjo alam rangir hai ya Ghaus al madad (x4)
Hum aaj ko wasir hai ya ghaus al madad


Ae Shahen Shah-e-Madina Assalat-u-Wassalam

Ae Shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam
Zeenat-e arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam

Rabbi habli ummati kehte huway paida huay
Rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam

Saar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may,
keh raha he har sitara assalat-o-wassalam

mo’mino padhthay raho tum apnay aqa par durood
Hein farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam

Mein woh sunni hu jamil-e-qadri marnay ke bad
mayra laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam

Jab farishtay qabr mein jalwa dhikha-e aap ka
Ho zabban par Mera aqa, assalat-o-wassalam,

Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
zeenat-e-arshe  mu’allah, assalat-o-wassalam.


SARKARE GHOUSE E AZAM NAZRE KARAM KHUDARA


Sarkaare Ghaus E A’zam, Nazre Karam Khudaara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqir Hu Tumhara

Maula Ali Ka Sadqa, Gange Shakar Ka Sadqa
Meri Laaj Rakhna Mira, May Faqir Hu Tumhara

Mira Bane Hai Dulha, Shaadi Rachi Hui Hai
Sab Auliya Baraati, Kya Khoob Hai Nazara

Jholi Ko Meri Bhardo, Warna Kahegi Duniya
Aise Sakhee Ka Mangta, Phirta Hai Maara, Maara

Duniya Mei Sab Ka Koi, Koi To Aasra Hai
Mera Vajuz Tumhaare, Koi Nahi Sahaara

Yeh Adaa E Dastgiri, Koi Mere Dil Se Puche
Wahi Aa Gaye Madad Ko, Maine Jab Jahaa Pukaara

Yeh Tera Karam Hai Ya Ghous, Jo Bana Liya Hai Apna
Kahaa Mujhsa Ye Kameena, Kaha Silsila Tumhara


Ek hiran ki Kahani Pir Saqib Shami

EK HIRAN KI KAHANI BEAUTIFUL BAYAN ALAMA PIR SAQIB SHAAMI SAHAB..





Bulalo Phir Mujhe Aye Shah-e-Behrobar Madine Main


1. Bulalo phir mujhe ay Shah e Behrobar Madine mein
    Main phir rota huwa aau tera der par Madine mein

2. Madina isliye Attar Jaan o Dil se hai pyara
    Ke rehte hai mere Aaqa mere dil bar Madine mein

3. Madine jaane waalo jaao jaao Fi Aman’illah
   Kabi toh apna bhi lag jayega bistar Madine mein

4. Salam-e-showq kahne hajio mera bhi ro ro kar
    tumeh aye nazar jab roze anwar madina main

5. Mera gham bhi toh dekho main para hoo duur Taiba se
   Sukoon aayega bas mera Dil e Muztar Madine mein

6. Na daulat de na shuwhrat de mujhe bas yeh sahaadat de
   Tere kadmo me marjau main ro ro kar Madine mein

7. Madina isliye Tahir Jaan o Dil se hai pyaara
   Ke rehte hai mere Aaqa mere dil bar Madine mein

    Bulalo ab mujhe ay Shah e Behrobar Madine mein
    Main phir rota huwa aau tera der par Madine mein




DARE NABI PER PARA RAHOON GA LYRICS


1. Dare nabi per para rahoon ga pare hi rehne se kaam hoga
    Kabhi to qismat khule gi meri kabhi tu mera salam hoga


2. Khilafe mashooq kuch huwa hai na koi aashiq se kaam hoga
    Khuda bhi hoga udhar bhi ay dil jidhar woh Aali maqam hoga


3. Kiye hi jaoon ga arz matlab milega jab tak na dil ka matlab
   Na shaam-e- matlab ki subha hogi na yeh fasana tamam hoga

4. Jo dil se hai ma'il-e-payamber yeh is ki pehchan hai muqarrar
    Ke har dam is be nawa ke lab par durood hoga salam hoga

5. Ise Tawaqqa pe jee raha hu yahi tamanna jila rahi hai
   Nigahe lutfo karam ne hogi to mujh ko jeena haram hoga

Dare Nabi per para rahoon ga pare hi rehne se kaam hoga
Kabhi to qismat khule gi meri kabhi tu mera salam hoga :)